Monday 29 December 2014

Naya Saal,Naya Daur....

Jo pichhe rehjata hai woh waqt nehin, itihaas kehlaata hai,
Jo waqt ke saath nehin badla woh insaan nehin, bewkuf kehlaata hai,
Koi aisa kaam nehin jo chhut jata hai,
Manzil dilse chuno to rahe apne aap miljata hai....

Raat ki andheron se mat daro,sabera ka suraj naya raah dikhata hai,
Apni nakamayabi ko mat socho,dharya aur sahas naya takat deta hai,
Gujre saal ke har din kisi aur ka raha hoga,
Agle saal ke har din to apna hi hai........


No comments:

Post a Comment